desh bhakti geet on republic day status and quotes we provide you in this post happy republic day for all. desh bhakti status and quotes also here whose seraching for the content on republic day.
mera desh mera mulk desh bhakti geet for republic day
shanti ka unnati ka pyar ka chaman
iske waste nisaar hai mera tan mera mann
aye watan aye watan aye watan
apne is chaman ko swarg ham banayenge
kona kona apne desh ka sajayenge jashn ka
unatti ka honge sab magan honge sab magan
aye watan aye watan aye watan janeman janeman janeman
ye desh hai veer jawano desh bhakti geet for republic day
2.ye desh hai veer jawano ka albelo ka mastano ka
mere desh ka yaaro kya kehna ye desh hai duniya ka gehna
yahan chodi chati veero ki yahan bholi shakle heero ki
jahan gaate hain ranjhe masti me machti hai jhoome basti me
dilbar ke lie dildaar hai ham dushman ke liye talvaar hai ham
maidaan me agar ham dat jayein mushkl hai ki piche hat jaye
aye mere watan ke logo desh bhakti geet for republic day
3.aye mere watan ke logo tum khoob laga lo nara
ye shubh din hai ham sab ka lehra lo tiranga pyara
par mat bhulo seema par veero ne hai pran gavaye
kuch yaad unhe bhi karlo jo laut ke ghar na aaye
aye mere watan ke logo zara aankh me bhar lo paani
jo shaheed hue hain unki zara yaad karo kurbani
jab ghayal hua himalaya khatre me padhi azadi
jab tak thi saans lade wo phir apni jaan gavan di
sangeen pe rakh kar matha so gaye amar balidaani
jo shaheed hue hain unki zara yaad karo kurbaani
thi khoon se lathpath kaya phir bhi hathyaar
uthakar 10-10 ko ek ne mara phir gir gaye hosh gawan ke
jab ant samay aaya to keh gaye ki ab chalte hain
khush rehna desh ke pyaro ab ham to safar karte hain
kya log the wo deewane kya log the wo abhimani
jo shaheed hue hain unki zara yaad karo kurbaani
desh bhakti geeton republic day/republic day quotes/republic day status/republic day shayari/republic day quotes wallpapers/republic day songs/republic day desh bhakti geet/republic day shayari in hindi
Happy Republic Day
ReplyDeletehttps://www.digihelpguru.in/2019/01/republic-day-shayari-hindi.html